Sankshipt Rasanya Vigyan Shabdkosh - EDITORIAL BOARDAdd to Favorites

Sankshipt Rasanya Vigyan Shabdkosh - EDITORIAL BOARDAdd to Favorites

انطلق بلا حدود مع Magzter GOLD

اقرأ Sankshipt Rasanya Vigyan Shabdkosh بالإضافة إلى 9,000+ المجلات والصحف الأخرى باشتراك واحد فقط  عرض الكتالوج

1 شهر $9.99

1 سنة$99.99 $49.99

$4/ شهر

يحفظ 50%
عجل! العرض ينتهي في 11 Days
(OR)

اشترك فقط في Sankshipt Rasanya Vigyan Shabdkosh

شراء هذه القضية $2.99

هدية Sankshipt Rasanya Vigyan Shabdkosh

7-Day No Questions Asked Refund7 أيام بدون أسئلة
طلب سياسة الاسترداد

 ⓘ

Digital Subscription.Instant Access.

الاشتراك الرقمي
دخول فوري

Verified Secure Payment

تم التحقق من أنها آمنة
قسط

في هذه القضية

Important terms and their accurate explanation

Sankshipt Rasanya Vigyan Shabdkosh Magazine Description:

الناشرV&S Publishers

فئةAcademic

لغةHindi

تكرارBooks

"Rasayan shastra vishay me anek paaribhashik shabd aise hai jinki puri jankari yadi uplabadh ho to rasayan shastra jese gudh. Vigyanik Vishay ko samshne me aasani ho jayegi. Samay ki mang hai ki hindi me rasayan shabdawali ka koshth prakashit kiya jaaye isi uddeshy se yah rasayan shabdkosh prakashit ki gayi hai. Bhautik rasayan, audhogik rasayan, jaiv rasayan, krishi rasayan, aushodhi rasayan, vishleshit rasayan aur sharer kriya rasayan ityadi rasayan shastra ke antargat ate hain.
“V & S Publishers” Vidhyarthiyo ke liye bhautiki, rasayan, jiv, vigyan, samanya vigyan, ganit ke takniki shabdo ke shabdkosh lekar aaye hai. Shabdo ko asani se dhundhne ke liye pustak me ‘alphabet’ kram ka prayog kiya gya hai. Sabhi gudh shabdo ke saath unke arth tatha asaan vyakhya chitro sahit is prakar ke gai hai, jise padhkar vidharthi uska pura laabh utha sake
Is shabdkosh ki rachna vishesh rup se secondary aur sr. secondary ke vidhyarthiyo ko dhyaan me rakhkar ki gai hai. Vaise pathak, jinhone kabhi vigyan ka gahan adhyayan nahi kiya hai, ve bhi is shabdkosh me di gai vyakhya, tatha sarani ko padhkar labhavanvit ho sakte hai. Shabdkosh ke akhir me nobel purskar vijeta vaigyaniko aur unke avishkaro ke bare me sanschipt jaankari di gai hai jo is shabdkosh ka akarshan aur bada deti hai.
(There are a number of terminology in the subject of chemistry, whose complete information is available, such as cryptic chemistry.The scientific topic will be easy to understand.The demand for time is to publish the chemistry vocabulary in Hindi. This chemical dictionary has been published for this purpose.Physical chemicals, industrial chemicals, biochemistry, agricultural chemicals, pharmaceutical chemicals, analyzed chemicals and body chemicals etc. Come under chemistery.V & S Publishers ""has come to students with the technical terms of physics, chemistry, life, science, general science, mathematics and technical terms. The alphabetical sequence has been used in the book to easily find words and with all the difficult words, their meanings and such interpretations have been done in such a way that the reader can take full advantage of it.The composition of this dictionary is particularly secondary and sir Secondary students have been kept in mind. The reader, who has never studied science, can also get the interpretation given in this dictionary, and reading the array.At the end of the dictionary, sophisticated information about Nobel Prize winning scientists and their inventions has been given, which gives the attraction of this dictionary bigger.)

  • cancel anytime إلغاء في أي وقت [ لا التزامات ]
  • digital only رقمي فقط