Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - YOGESH PATELAdd to Favorites

Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - YOGESH PATELAdd to Favorites

Keine Grenzen mehr mit Magzter GOLD

Lesen Sie Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) zusammen mit 9,000+ anderen Zeitschriften und Zeitungen mit nur einem Abonnement   Katalog ansehen

1 Monat $9.99

1 Jahr$99.99 $49.99

$4/monat

Speichern 50%
Hurry, Offer Ends in 14 Days
(OR)

Nur abonnieren Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi)

Diese Ausgabe kaufen $3.99

Geschenk Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi)

7-Day No Questions Asked Refund7-Day No Questions
Asked Refund Policy

 ⓘ

Digital Subscription.Instant Access.

Digitales Abonnement
Sofortiger Zugriff

Verified Secure Payment

Verifiziert sicher
Zahlung

In dieser Angelegenheit

All about Operating Systems, Windows, Photoshop, Microsoft Office, DTP, Tally, Printing, and Emails, in Hindi

Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) Magazine Description:

VerlagV&S Publishers

KategorieAcademic

SpracheHindi

HäufigkeitBooks

"Comprehensive computer learning series ke antargat chapne wali pustake vishesh roop se pathko ko dhyan me rakhkar taiyar ki gayi hai jisse ki unhe computer ke karya pranali sambandhi koshal me sudhar aur saath hi saath apne bhavishya ko sudharne me sahayta mile. Prastut shrankhla step by step nirdesh aur prasangit screenshots ki madad se pathko ko vyapak roop se computer ki behtar samajh ke saksham banati hai spashtha roop aur saral bhasha me likhi gayi bina takniki shabdjaal ki is shrankhla ki pratek pustak ke saath ek interactive cd sammilit hai. Pustake English & Hindi me uplabdh hai.
Prastut pustak me sadharan toor par computer ke bare me sabhi aavashyak jankari prastut ki gayi hai jaise ki Hardware aur Software sambandhi jankari computer set karna Microsoft office aur anya prachalit software ko internet se jodna digital media me kaam karne ke tarike cd ko burn karna movie dekhna paise ka online prabandhan home network setup karna PC ko bharosemand tarike se chalana, spem virus aur spyware se PC ko surakhshit rakhna PC ki thik se safai ityadi. Is comprehensive guide me step by step aur screenshots ki madad se PC se bharpoor madad praapt karne ke sulabh tarike prastut kiye gaye hai aasan shabdo aur spashtha bhasha me.

  • cancel anytimeJederzeit kündigen [ Keine Verpflichtungen ]
  • digital onlyNur digital