Modern Letter Writing Course Hindi- All Issues
Is Pustak me saral avam vyavharik hindi me patra vyvhar ke lagbhag un sabhi prakar ke patro ko samahit karne ka prayas kiya gaya hai jisse vyakti apne swjano tatha samajik karyo ke liye hindi me patra vyavhar kar sake prastut pustak Modern letter writing course matra 30 din ka course hai pustak ke saath muft (CD) Bhi di ja rahi hai jisme hindi me diye gaye patro ka angregi me anuvaad bhi hai is pustak me anopcharik patra ( Parivarik patra, sage sambandhi avam mitro ko likhe jane wale patra) tatha opcharik patra (sarkari, gair sarkari tatha, ardh sarkari prathna patra, sampadak ko patra avam vyavasayik patra) samahit hai Hindi me patra lekhan sikhane ke liye yeh ek atyant upyogi pustak hai (This book contains a list of different types of letters which are used for personal and professional purposes, in easy and understandable hindi language. The book is a Modern letter writing course mantra of 30 days and is available with a free CD consisting of english translations of the letters. It contains a list of infromal letters( letters to family or friends) and formal letters( official letters, demi-official letters, letters to NGOs, letter to editor and business letters). It is the best book available in the market that helps students to learn letter writing.)